Arey Pyaar Kar Le - Bappi Lahiri & Ayushman Khurana Lyrics


Singer Bappi Lahiri & Ayushman Khurana
Music Recreated by - Tanishk Bagchi
Song Writer Vayu
Arey Pyaar Kar Le – Bappi Lahiri
Meri marzi mera dil
Jisko doon tujhko kya
Duniya wale jo bhi bolein
Kehne do mujhko kya

Main khullam khulla
Aaj yeh izhaar karta hoon
Main aadmi hoon
Aadmi se pyar karta hoon muah

Yaar bina chain kahan re
Pyar bina chain kaha re
Sona nahi chaandi nahi yaar to mila
Arey pyaar kar le

Yaar humein paisa nahi pyar chahiye
Koyi manchaaha dildar chahiye

Pyar ko zamana kamzor samjhe
Aashikon ko duniya yeh chor samjhe
Pyar na rukega chahe war kar le

Ayushmann bhava!

Yaar bina chain kahan re
Pyar bina chain kaha re
Sona nahi chaandi nahi yaar to mila
Arey pyaar kar le

Yaar bina chain kahan re
Pyar bina chain kaha re
Sona nahi chaandi nahi yaar to mila
Arey pyaar kar le

Arey pyaar kar le
Arey pyaar kar le




Post a Comment

Previous Post Next Post